Wednesday, December 14, 2005

JLT

Khaali hain tere bina dono aankhiyan...
tum gaye kahaan....
Aankhiyon ke aalon mein, tere bina raat bhar

jaalti hain baatiyan yahaan...

khali hain tere bina dono aankiyan,tum gaye kahaan.

doobta hai din toh shaam ko...saaye udtey hain, teri yaadein liyeee...

LAAKH din huey hain ke raat ko,aadhe chand se, teri baatein kiye...

yaad hai kya tujhe raaha ki berian wahaan
khaali hain tere bina dono aankhiyan,
tum gaye kahaan...........