Friday, January 15, 2010

"Udhtey khwaabon ka aietbaar kahaan....."

3 comments:

Alapana said...

ek din baitha samunder teer per,
sun raha tha bulbule ki main katha,
ek kagaj ki dikhi kishtee tabhee,
thi chhupi jisme pahado ki vyatha.
bojh itna dhar, mujhe achraj hua,
chal rahi hai kis tarah yeh dhar mein.
woh hansi, boli chalaathi chaah hai,
aadmi chalta nahi sansar mein.


Agyat..

Arunima said...

khaab khaab hote hai ji.

chandni said...

kya hua hon?